मंगलवार, 15 जून 2010

dosto! aj mujhe kafi khushi ho rahi hai aur ho bhi kyun nhi do sal pahle jo mai karna chahta tha mai kar paa raha hun yah mera pahla blog hoga.pita ji ne mujhe apne bachayi hue rakam se kharid kar laptop diya .har bar ki tarah unhone meri yah jarurat bhi poori ki .iske liye mai sabse pahle mai apne mata pita ji dono ko bhut dhanyavad karna chahunga aur unse aashirvad chahunga ki mai jeevan k har mod par sachchai k sath chal saku aur ak achcha ban saku.

sath me mai ap sabhi bloggers ko bhi dhanyawad kahna chahunga jinke blog padhakar mujhme bloggong karne ka utsah jaga.

कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें